Saturday, April 7, 2012

Yeh halaat

Zaalim hai yeh haalat
Zaalim hai yeh zamaana
Zaalim hai yeh udaasi
Aur zaalim hai unka muskarana



Koi zaraa us zaalim ko yeh batlanaa
aur nahi seh payega yeh deewana !!


--Nipun Jaiswal


No comments:

Post a Comment